Free Don 2 2011 All Songs Lyrics Don 2 Lyrics Don 2
01. Aa Raha Hoon Palat Ke
Mere Dushman Samajh Rahe The Main
Ab kabhi lautke na aaoonga
Ek gumnaami ka samandar hai
usmein hi jaake doob jaaonga
abhi baaki meri kahaani hai
saari duniyaa ko jo sunaani hai
mujhe pehchaani
dekho main hoon kaun
aa raha hoon palat ke, maiin hoon don
02. Zaraa Dil Ko Thaam Lo
/* PostInnerAds-Banner */
]]>
]]>dilkashi aur dilbari
uski hai jadugari
dilkashi aur dilbari
uski hai jadugari
jiski aankhein hain taare
hairan jispar hain saare
ae dil yeh sach hai kya
aaj woh hai kya...aa hi gaya
zaraa dil ko thaam lo, naam lo
keh bhi do hai kaun
aa gaya, aa gaya, laut ke dekho don
jo na samjha koi main wohi raaz hoon
jo na samjha koi main wohi raaz hoon
jo kissi ka nahin hai woh andaaz hoon
main samandar se gehra,
main kahin kab hoon thehra
main hoon jaise dhuaan,
yeh dhuaan kahin hai rukta kahan
zaraa dil ko thaam lo, naam lo
keh bhi do hai kaun
aa gaya, aa gaya, laut ke dekho don
tu nahin hai dhuaan ek
shola hai tu meri jaan
paas tere magar aaoongi
tujh mein hi jal ke mar jaoongi
mujhko chaha to paaogi kya
main kahan jaoon kal, mera kya hai pata
zaraa dil ko thaam lo, naam lo
keh bhi do hai kaun
aa gaya, aa gaya, laut ke dekho don
dekho don
03. Hai Ye Maya
na koi raat hai
na koi din yahan
kya yeh andhera hai
ke sirf hai dhuaan
aankhein dhoka khaati hain
ye kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
heere jo lagte hain woh
mumkin hain angaare hon
chingari lagte hain jo
ho sakta hai taare hon
aankhein dhokha khaati hain
yeh kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
chehre hain sab ek se
tu kaise pehchaanega
dushman hai ya dost hai
tu kaise yeh jaanega
aankhon dhoka khaati hain
yeh kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
04. Dushman Mera
koi jaane na yeh kaisi aag hai
mere dil ko dasta yeh
kaisa naag hai
har ghadi main jisko dhoondoon
bachke na jaayega
haan kahin na kahin toh ek din
mujhe mil hi jaayega
dushman mera
mujhe dhoondna
aasaan hai kahan
zameen dekh lo ya aasmaan
main ik pal yahaan
main ik pal hoon wahan
nahin paaoge mera nishaan
jo koi bhi mujhko dhoonde
woh kuch na paayega
dil mein hi, woh dil ke armaan waapas le jaayega
samjhe zara dushman mera
in aankhon mein
hai jaane kaisi jwaala
isko mat bujhne dena
sunlo mera kehna
ghusse mein kitni
tum dilkash lagti ho
jab tak bhi reh paao tum
ghusse mein hi rehna
mera ghussa toh
dekhoge ek din
mera dil mein kya
hai jaanoge ek din
tumse main itna keh doon
woh din jab aayega
dil mein hi, woh dil ke armaan
wapas le jaayega
samjhe zaraa dushman mera
05. The King Is Back (Theme)
har dil mein hulchul hai
aaya hai dekho kaun
har dil mein hulchul hai
aaya hai dekho kaun
DON
Don
06. Mujhko Pehchaanlo
/* PostInnerAds-Banner */
]]>
]]>duniya main logon ne
phir apne dil thaamein
aaya hoon lekar mein
phir kitne hungamein
phir maine socha hai
main jeetoon, sab haarein
darwaaze khul jaayen
gir jaayen deewarein
mujhse takraa paaya hai kaun
mujhko pehchaanlo
main hoon don
duniya mujhe jo bhi kahe
iski mujhe parwaah kya
mujhko to hai yeh dekhna
jitne ki hai raah kya
jo mujhko rokna chahein
unko hai kya yeh pataa
duniya phir jeetne aaya kaun
mujhko pehchaanlo, main hoon don
07. Hai Ye Maya (Remix)
na koi raat hai
na koi din yahan
kya yeh andhera hai
ke sirf hai dhuaan
aankhein dhoka khaati hain
ye kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
heere jo lagte hain woh
mumkin hain angaare hon
chingari lagte hain jo
ho sakta hai taare hon
aankhein dhokha khaati hain
yeh kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
chehre hain sab ek se
tu kaise pehchaanega
dushman hai ya dost hai
tu kaise yeh jaanega
aankhon dhoka khaati hain
yeh kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
08. Mujhko Pehchaanlo (Remix)
duniya main logon ne
phir apne dil thaamein
aaya hoon lekar mein
phir kitne hungamein
phir maine socha hai
main jeetoon, sab haarein
darwaaze khul jaayen
gir jaayen deewarein
mujhse takraa paaya hai kaun
mujhko pehchaanlo
main hoon don
duniya mujhe jo bhi kahe
iski mujhe parwaah kya
mujhko to hai yeh dekhna
jitne ki hai raah kya
jo mujhko rokna chahein
unko hai kya yeh pataa
duniya phir jeetne aaya kaun
mujhko pehchaanlo, main hoon don
09. The %Don% Waltz
Soon !
All Songs ExclusivE Lyrics ! Updated Soon With 1 More Lyrics and Formatted Text

